Skip to main content

Koyi Fariyaad Tere Dil Mein Dabi Ho Jaise lyrics

Koyi Fariyaad Tere Dil Mein Dabi Ho Jaise lyrics

Koyi Fariyaad Tere Dil Mein Dabi Ho Jaise lyrics

Song - Koi Fariyaad Singer - Jagjit Singh Music - Nikhil-Vinay Lyrics - Faaiz Anwar

Koyi Fariyaad Tere Dil Mein Dabi Ho Jaise
Koyi Fariyaad Tere Dil Mein Dabi Ho se Jaise
Tune Aankhon Se Koyi Baat Kahi Ho Jaise
Jaagte Jaagte Ek Umar Kati Ho Jaise
Jaagte Jaagte Ek Umar Kati Ho Jaise
Jaan Baaki Hai Magar Saans Ruki Ho Jaise
Jaanta Hoon Aapko Sahare Ki Zarurat Nahin
Main Sirf Saath Dene Aaya Hoon
Har Mulaakat Pe Mehsoos Yehi Hota Hai
Har Mulaakat Pe Mehsoos Yehi Hota Hai
Mujhse Kuch Teri Nazar Pooch Rahi Ho Jaise
Raah Chalte Huye Aksar Yeh Ghumaan Hota Hai
Raah Chalte Huye Aksar Yeh Ghumaan Hota Hai
Woh Nazar Chupke Mujhe Dekh Rahi Ho Jaise
Woh Nazar Chupke Mujhe Dekh Rahi Ho Jaise
Ek Lamhein Mein Simat Aaya Hai Sadiyon Ka Safar
Ek Lamhein Mein Simat Aaya Hai Sadiyon Ka Safar
Zindagi Tej Bahut Tej Chali Ho Jaise
Zindagi Tej Bahut Tej Chali Ho Jaise
Iss Tarah Pehron Tujhe Sochta Rahta Hoon Main
Iss Tarah Pehron Tujhe Sochta Rahta Hoon Main
Meri Har Saans Tere Naam Likhi Ho Jaise
Meri Har Saans Tere Naam Likhi Ho Jaise
Koyi Fariyaad Tere Dil Mein Dabi Ho Jaise
Tune Aankhon Se Koyi Baat Kahi Ho Jaise
Jaagte Jaagte Ek Umar Kati Ho Jaise
Jaan Baaki Hai Magar Saans Ruki Ho Jaise

Comments

Popular posts from this blog

kanmani anbodu lyrics | in English | in Tamil | in Hindi |

kanmani anbodu lyrics | in English | in Tamil | in Hindi | in panjabi |  kanmani anbodu lyrics | in English | in Tamil | in Hindi | in panjabi |  Singers : Kamal Hassan and S.Janaki Music by : Ilayaraja kanmani anbodu lyrics in tamil கண்மணி அன்போட காதலன் நான் நான் எழுதும் letter ச்சி மடல் இல்ல கடுதாசி வெச்சுக்கலாமா வேணாம் கடிதம்னே இருக்கட்டும், படி கண்மணி அன்போடு காதலன் நான் எழுதும் கடிதமே பாட்டாவே படிச்சிட்டியா அப்போ நானும் மொதல்ல கண்மணி சொன்னேன்ல இங்க பொன்மணி போட்டுக்க பொன்மணி, உன் வீட்ல சௌக்கியமா நான் இங்க சௌக்கியம் பொன்மணி உன் வீட்டில் சௌக்கியமா நான் இங்கு சௌக்கியமே உன்னை நெனச்சு பாக்கும்போது கவித மனசுல அருவி மாறி கொட்டுது ஆனா அத எழுதனும்னு உக்காந்தா அந்த எழுத்து தான் வார்த்த உன்னை எண்ணிப் பார்க்கையில் கவிதை கொட்டுது(அதான்) அதை எழுத நினைக்கையில் வார்த்தை முட்டுது(அதே தான்) ஆஹா பிரமாதம் கவித கவித, படி கண்மணி அன்போடு காதலன் நான் எழுதும் கடிதமே பொன்மணி உன் வீட்டில் சௌக்கியமா நான் இங்கு சௌக்கியமே உன்னை எண்ணிப் பார்க்கையில் கவிதை க...

mera pyar tera pyar lyrics | in hindi | in english |

 Mera Pyar Tera Pyar lyrics detail; Singer Arijit Singh Album Jalebi Lyricist Rashmi Virag Music Jeet Gannguli Director Pushpdeep Bhardwaj Cast Varun Mitra, Rhea Chakraborty Language Hindi mera pyar tera pyar lyrics in hindi मैं जितना तुम्हें देखूं मन ये ना भरे मैं जितना तुम्हें सोचूं मन ये ना भरे इन आँखों में छलकता है मेरा प्यार तेरा प्यार कहीं तुझ में धड़कता है मेरा प्यार तेरा प्यार मेरा प्यार तेरा प्यार मेरा प्यार तेरा प्यार मैं जितना तुम्हें देखूं मन ये ना भरे मैं जितना तुम्हें सोचूं मन ये ना भरे थोड़ा सा मेरा है थोड़ा तुम्हारा मिलाजुला सा ये ख्वाब हमारा एक मीठी धुन्न सुनाई दे रही है आज कल हंस के सारे ग़म हमारे देगा खुशियों में बदल मेरा प्यार तेरा प्यार मेरा प्यार तेरा प्यार मैं जितना तुम्हें देखूं मन ये ना भरे मैं जितना तुम्हें सोचूं मन ये ना भरे कोई नहीं सौ साल जिया है प्यार मगर कायम रहता है धुप खुशबू और हवाएं बनके ये रह जायेगा बाद अपने भी हमारे ये जहाँ महकाएगा मेरा प्यार ...

Badshah - Toxic | Payal Dev | Ravi Dubey | - Badshah & Payal Dev Lyrics

Badshah - Toxic | Payal Dev | Ravi Dubey | - Badshah & Payal Dev Lyrics Singer Badshah & Payal Dev Music Aditya Dev Song Writer Badshah Jab tu nahin tha yahan toh gham nahi tha Aadat teri lagne tak sab kuch sahi tha Aaya tu zindagi mein banke sitam sa Haan ik sitam sa Ik tere pyar ne aise diye zakham Na hi to jee sake, na hi mare hai hum Ik tere pyar ne aise diye zakham Na hi to jee sake na mare hai hum Ik tere pyar ne... Jis din pehli baar dekha tujhko Kosun us din ko main Kyun ladte ho Iska jawab doon kin kinko main Aankhein chehre mein dhas gayi hain Koi raunak nahi Lagta hoon psycho Milta hoon jin jinko main Choti choti baat pe ladne ka mann kare Jis se bhi milun main Jhagadne ka mann kare Rehti ek anxiety si 24 ghante marne ka mann kare Kyun hai itni gandagi Naa tujhko pata, na mujhko pata Kuch bhi bacha hai kya Tere mere bich mein Tu ye mujhko bata Main tujhse pyar karna chahta hoon Par aur nahin ho pa raha Aankhein sookh ...