Skip to main content

Tamasha song lyrics

Tamasha song lyrics

Tamasha song lyrics


Song - Tamasha 
Starring- Himanshi Khurana & Rony Singh
Singer - Marshall Sehgal
Music - Gaurav Dev / Kartik Dev
Lyrics & Composer - Marshall Sehgal

                                                    Tamasha song lyrics

Pal bhar thehar jaao
Dil ye sambhal jaaye
Kaise tumhe roka karu
Meri taraf aata har gam phisal jaaye
Aakhon mein tumko bharu
Bin bole baaten tumse karu
Agar tum saath ho
Agar tum saath ho
Behti rehti nahar, nadiya si
Teri duniya mein
Meri duniya hai teri chahton mein
Main dhal jaati hu teri adaton mein
Agar tum saath ho
 
Teri nazro mein hain tere sapne
Tere sapno mein hain naraazi
Mujhe lagta hai ke baatein dil ki
Hoti lafzon ki dhokhebaazi
Tum saath ho ya na ho kya fark hai
Bedard thi zindagi bedard hai
Agar tum saath ho
Agar tum saath ho
Palkein jhapkte hi din ye nikal jaaye
Baithi baithi bhagi phiru
Meri taraf aata har gam phisal jaaye
Aakhon mein tumko bharu
Bin bole baaten tumse karu
Agar tum saath ho
Agar tum saath ho
Teri nazro mein hain tere sapne
Tere sapno mein hain naraazi
Mujhe lagta hai ke baatein dil ki
Hoti lafzon ki dhokhebaazi
Tum saath ho ya na ho kya fark hai
Bedard thi zindagi bedard hai
Agar tum saath ho
Agar tum saath ho
Dil ye sambhal jaaye
Agar tum saath ho
Har gam phisal jaaye
Agar tum saath ho
Dil ye nikal jaaye
Agar tum saath ho
Har gam phisal jaaye

Comments

Popular posts from this blog

kanmani anbodu lyrics | in English | in Tamil | in Hindi |

kanmani anbodu lyrics | in English | in Tamil | in Hindi | in panjabi |  kanmani anbodu lyrics | in English | in Tamil | in Hindi | in panjabi |  Singers : Kamal Hassan and S.Janaki Music by : Ilayaraja kanmani anbodu lyrics in tamil கண்மணி அன்போட காதலன் நான் நான் எழுதும் letter ச்சி மடல் இல்ல கடுதாசி வெச்சுக்கலாமா வேணாம் கடிதம்னே இருக்கட்டும், படி கண்மணி அன்போடு காதலன் நான் எழுதும் கடிதமே பாட்டாவே படிச்சிட்டியா அப்போ நானும் மொதல்ல கண்மணி சொன்னேன்ல இங்க பொன்மணி போட்டுக்க பொன்மணி, உன் வீட்ல சௌக்கியமா நான் இங்க சௌக்கியம் பொன்மணி உன் வீட்டில் சௌக்கியமா நான் இங்கு சௌக்கியமே உன்னை நெனச்சு பாக்கும்போது கவித மனசுல அருவி மாறி கொட்டுது ஆனா அத எழுதனும்னு உக்காந்தா அந்த எழுத்து தான் வார்த்த உன்னை எண்ணிப் பார்க்கையில் கவிதை கொட்டுது(அதான்) அதை எழுத நினைக்கையில் வார்த்தை முட்டுது(அதே தான்) ஆஹா பிரமாதம் கவித கவித, படி கண்மணி அன்போடு காதலன் நான் எழுதும் கடிதமே பொன்மணி உன் வீட்டில் சௌக்கியமா நான் இங்கு சௌக்கியமே உன்னை எண்ணிப் பார்க்கையில் கவிதை க...

Badshah - Toxic | Payal Dev | Ravi Dubey | - Badshah & Payal Dev Lyrics

Badshah - Toxic | Payal Dev | Ravi Dubey | - Badshah & Payal Dev Lyrics Singer Badshah & Payal Dev Music Aditya Dev Song Writer Badshah Jab tu nahin tha yahan toh gham nahi tha Aadat teri lagne tak sab kuch sahi tha Aaya tu zindagi mein banke sitam sa Haan ik sitam sa Ik tere pyar ne aise diye zakham Na hi to jee sake, na hi mare hai hum Ik tere pyar ne aise diye zakham Na hi to jee sake na mare hai hum Ik tere pyar ne... Jis din pehli baar dekha tujhko Kosun us din ko main Kyun ladte ho Iska jawab doon kin kinko main Aankhein chehre mein dhas gayi hain Koi raunak nahi Lagta hoon psycho Milta hoon jin jinko main Choti choti baat pe ladne ka mann kare Jis se bhi milun main Jhagadne ka mann kare Rehti ek anxiety si 24 ghante marne ka mann kare Kyun hai itni gandagi Naa tujhko pata, na mujhko pata Kuch bhi bacha hai kya Tere mere bich mein Tu ye mujhko bata Main tujhse pyar karna chahta hoon Par aur nahin ho pa raha Aankhein sookh ...

Jinke Liye | Neha Kakkar Feat. Jaani - Neha Kakkar Feat. Jaani Lyrics

Jinke Liye | Neha Kakkar Feat. Jaani - Neha Kakkar Feat. Jaani Lyrics Singer Neha Kakkar Feat. Jaani Music B Praak Song Writer : Manoj Muntashir Tere liye meri ibaadatein wohi hain Tere liye meri ibaadatein wohi hain Tu sharam kar teri aadatein wohi hain Tu sharam kar teri aadatein wohi hainJinke liye hum rote hain Ho jinke liye hum rote hain Woh kisi aur ki baahon mein sote hainJinke liye hum rote hain Woh kisi aur ki baahon mein sote hain Hum galiyon mein bhatakte phirte hain Woh samandar kinaaron pe hote hain Jinke liye hum rote hain Woh kisi aur ki baahon mein sote hainPaagal ho jaoge aana kabhi na Galiyon mein unki jaana kabhi na Jaana kabhi na Hum zinda gaye kareeb unke Ab dekho mare huye laute hainJinke liye hum rote hain Woh kisi aur ki baahon mein sote hainHathon se khelte honge ya pairon se Fursat kahan ab unko hai ghairon se Hathon se khelte honge ya pairon se Fursat kahan ab unko hai ghairon se Unki mohabbatein har jagah Woh jo kehte the...